Main aur mummy scooty leke bazaar chale gaye. Bazaar jaake hamne mere liye kapdon ki shopping kari. Mummy ne mujhe bola ki jockey ke showroom chal, to main mummy ko jockey ke showroom le gaya. Mujhe laga mummy ko undergarments lene the, par mummy ne boxer dikhane ke liye kaha 85cm ka. To mujhe pata chala ki wo mere liye boxer le rahi thi. Kyunki papa ka size to 90cm tha.
Maine mummy ko bola: Mummy main to boxer pehanta hi nahi hu. Normal underwear pehanta hu.









Write a comment ...