Suman bhabhi ko gawahi ke liye taiyaar karne ke baad main apne naye ghar aaya aur sasu mom se baat ki, ki Mumbai wali mausi ko bata de ki main Mumbai unhe lene jaa raha tha.
Main do din baad hi Mumbai ke liye nikal gaya, aur mausi ke ghar aa gaya. Mausi ka naam Kusum tha, aur unke husband ka naam Ajay. Mausi ki do betiyan aur ek ladka the.










Write a comment ...