
Apne kamre mein aake bhi main tere Nana ke bare mein sochne lagi. Jab se mujhe tere Nana ki is harkat ke bare mein pata chala tha. Tab se mere dil mein bas tere Nana ka hi khayal chal raha tha.
Tere Nana kitne akele hai. Unke pass theek se baat karne wala bhi koi nahi hai. Isiliye jab teri Maami ko unhone aise dekha to unke kadam bhi behak gaye. Aur isi akelepan ki wajah se tere Nana ne raat mein mere sath woh harkat ki thi.









Write a comment ...